Dedicated To all Cute Daughters
BETIYA
Bohot chanchal..
Bohot khush-numa si hoti hai,
BETIYA
Nazuk sa dil rakhti hai..
Masoom si hoti hai,
BETIYA
Baat baat par roti hai..
Naadan si hoti hai,
BETIYA
Hain rehmat se bharpoor..
Khuda ki nemat yeh,
BETIYA
Ghar bhi mehek uthta hai..
Jab muskurati hai,
BETIYA
Khuda ki nemat yeh,
BETIYA
Ghar bhi mehek uthta hai..
Jab muskurati hai,
BETIYA
Hoti hai ajib si kehfiyt jab..
Chhod ke chali jati hai,
BETIYA
Ghar lagta hai suna suna..
Kitna rula jati hai,
BETIYA
Chhod ke chali jati hai,
BETIYA
Ghar lagta hai suna suna..
Kitna rula jati hai,
BETIYA
Babul ki ladli hoti hai yeh,
BETIYA
BETIYA
Yeh Hum Nehi Kehte,
Yeh Toh "KHUDA" Kehta hai Ke
"Jab Mai Bohot Khush Hota Hun..
Toh Janam Leti Hai BETIYA" ♥♥
Yeh Toh "KHUDA" Kehta hai Ke
"Jab Mai Bohot Khush Hota Hun..
Toh Janam Leti Hai BETIYA" ♥♥